Unlimited Cloud Storage For Free | Free Cloud Storage Trick | Dekh Review

Is Article may main aap logo ko bataunga ki kaise aap log unlimited cloud storage le sakte hai wo v free mai. Unlimited  cloud storage ka yeh special trick hai jis mai hum social media ko smartly cloud storage k tarah use kare ge.

👉 Youtube : Youtube ko aap log use kar sakte unlimited cloud storage k liye. Ab aap log soch rahe honge youtube pe upload karne se sublog dekh lenge. Ha sahi baat hai but yadi aap log use private kar dete hai tho sirf aap hi dekh paye ge. So, aap log youtube ko use kar sakte as unlimited cloud storage. 

Limitation : Sirf Video file ko hi cloud mai rak payenge youtube ko use kar ke.

 

👉 What’sApp : What’sApp ko v aap cloud storage k tarah use kar sakte hai. Just ek new whatsapp account open kar le phir jo v file upload karna hai usay kisi no. pe send kar de. Phir setting mai ja k drive mai upload kar de. Unlimited Whatsapp k cloud mai upload kar sakte hai. Ab yeh soch rahe honge ki new whatsapp account kyu? . Kyuki yada aap old whatsapp se kare ge tho chatting v upload ho jaye ga.

Limitation : Online play nahi kar paye ge.

 

👉Facebook,Instagram & Twitter : Facebook mai v aap upload kar k private kar sakte hai. Instagram pe account ko private kar k upload kar sakte hai. Twitter pe upload kar sakte hai but private nahi hoga.

Limitation : Instagram pe 60 sec se jada ka video upload nahi kar sakte and only image and video file hi upload kar paye ge. Twitter pe v bara video nahi jata hai private v nahi kar paye ge.

 

Watch Video For More Info :